View Full Version : Aaj Ki Achi Baat
Aaj Ki Achi Baat
Assalam o Alaikum,.
A New Thread For You All
It’s Very Simple. All I´m Gonna Do Is To Post ‘Aik Achi Baat’ Everyday.
Log Pyar Ke Liye Hote Hain , Aur Cheezein Istemaal Ke Liye,.
Baat Tab Bigharti Hai, Jab Cheezo'n Se Pyar Kiya Jaye, Aur Logo'n Ka Istemaal' - Hazrat Muhammad {S.A.W}
Hazrat Abu Bakkar (R.A.) Said:
"Wo Ghum Jiske Milne Par Tumhara Ruju Allah Ki Taraf Ho Jaaye, Us Khushi Se Behtar Hai Jis Ke Milne Par Tum Apne Khaaliq Ko Bhool Jao"
Gunnah Kisi Na Kisi Surat Dil Ko Pareshan Rakhta Hay Hazrat Usman "RA"
Agar Bande Mein Thoda Sa Bhi Imaan Baaqi Ho.To Gunaah Karne Se Zaroor Pareshaani Hogi,.
Wo Gunnah Jis Ka Tumhain Ranj Ho, Allah Kay Nazdeek Us Naiki Say Behtar Hay Jis Say Tum Main Ghuroor Paida Hojaye "
Hazrat Ali "RA"
3 aise Naikiyan jin ko karny say
qiamat k din arsh k saya milay ga
1.Andhary main masjid jana
2.Dil na chahtey howy bhe wazu kerna
3.kisi bhoky ko khana khilana
aGAR KOI TUMHEIN BURA KAHY OR TUMHEIN USPY GUSSA AJAYE
TO SMJH JAO WAQIYE MEIN TUM BURY HO ~
^ HAZRAT ALI (A.S) ^
"Logon ko Dua kay Liye Kehney Say Zyada Behtar hai Aisay Amal Karo kay Logon kay Dil Say Aap kay Liye Dua Niklay" [Hazrat Ali `R.A`]
oshish Karo Ke Tum Dunya Main Raho
Dunya Tum Main Na Rahe,.
Kyonki Kashti Jab Tak Paani Main Rehti Hai
Khoob Teharti Hai,.
Jab Paani Kashti Main Aajata Hai
To Wo Doob Jaati Hai,.
- Hazrat Ali R.A.
jis shaks na apna raz kise ko bata diya wo us ka mohtag ho gaya..
^Hazrat Ali^
o shahks sajdon main rota hai Usay taqdeer par rona nahi parta
Hazrat Ali R.A
Never say “HI” instead
say ASSALAM-O-ALIAKUM
Never say “BYE” instead
say “ALLAH HAFIZ”.
Do not ignore your reality, u r muslim
Jahan sadaqat or khaloos nazar ayay wahan dosti ka hath bharao warna Tumhari tanhai tumhari behtareen sathi hai
(Hazrat ALI R.A)
Kabhi na girna kamal nahi balke, gir k sambhal jaana kamal heh…
Tabeeyat ki narmi aur sakhawat, insan ko dushmnon k dilon main b mehboob bana deti ha…
“Mein baron ki izzat is liye krta hun k unki nekiyaan mujse zaida hen or choton se pyar is liye krta hun k un k gunah mujse kam hen…” (Hazrat Ali)
Laugoon ko ussi tarha maaf karo jaisaytum khuda se umeed rakhtay ho k wo tumhey maaf karega…
Koshish karo ke tum duniya me raho, duniya tum me na rahe...
Kyunke kashti jab tak paani me rehti hai khoob terti hai…
Lekan jab paani kashti mein aa jata hai to wo doob jati hai…
Kisi ki madad krtey waqt uss ke chehray ki traf mat dekho...
Ho sakta hai uss ki sharminda aankhen aapke dil me gharoor ka beej bo dain…
hush-mizaji, khobsurti ki kami ko pura ker deti hai...
Lekan khubsurti, khushmizaji ki kami ko pura nahi krti...
Qismat badal jayegi zara dil se dua karo…
Dunya bhi hil jayegi agar dil se dua karo…
Din raat main ik lamha qabooliya ki ghari hai…
Manzil bhi mil jayegi agar dil se dua karo…
Toba Ki Takleef Say Behtar Hay Gunnah Kiya Hi Na Jaye Hazrat Umar "RA"
Har Acha Kaam Pehle Na-Mumkin Hota Hai - Hazrat Salman Farsi,.
"Tumhare NAFS ki qeemat JANNAT hai,isay JANNAT say kam qeemat pay na baichna."
HAZRAT ALI R.Z
5 chezo ki 5 jagah per hifazat kerna.
1- Mehfil mein zuban ki.
2- Bazar mein ankh ki.
3- Namz may dil ki.
4- Dastarkhuwan mein pait ki.
5- Nigah mein hayya ki.
HAZRAT ALI R.Z
Suffering is a gift. In it is hidden mercy. - Jalaluddin al-Rumi
n times of Difficulties dont ever say "Hey God i hav a big problem"....instead say "Hey Problem! i hav a BIG GOD "and everyhing will just be fine"....
Jo Shakhs Pak Daman Aurat Par Tohmat Lagata Hay Usay Salam Mat Karo .. -Hazrat ALi Karam Allah Wajho
Gunnah Par Nadamat Gunnah Ko Mitta Daiti Hay, Naiki Par Ghuroor Naiki Ko Tabah kar Daita Hay -Hazrat ALi Karam Allah Wajho
Sab Say Behtareen Luqma Wo Hota Hay Jo Apni Mehnat Say Hasil Kiya Jaye -Hazrat ALi Karam Allah Wajho
"Kainat mein jitni jaldi RAB razi hota hai,itni jaldi koi razi nahe hota."
HAZRAT ALI R.Z
Hazrat Ali (R.A) Said: Do Not Feel Ashamed For Giving A Little, Because Refusal Is More Little Than That.
Maut Ko Hamesha Yaad Rakho, Magar Maut Ki Kabhi Arzoo Na Karo -Hazrat Ali Karam Allah Wajhoo
"Mein baron ki izzat is lye kerta hon kay un ki nekian mughse zyada hain or choton se pyar is lye kerta hon kay un kay gunnah mughse kum hain."
Hazrat Ali R.Z ka qoul hai:
Acha dost kitni dafa he kyun ka rooth jay usay mana lena chahiyay,Kion kay Tasbih kay danay kitni dafa he kion na bikhrain chun lye jatay hein."
Hazrat Ali R.Z ka farman hai:
Knowledge is of two kinds: that which is absorbed and that which is heard. And that which is heard does not profit if it is not absorbed.
- Ali ibn abi Talib (radiAllah anhu)
Haq Ka Paristar Kabhi Zaleel Nahi Hota Chahay Sara Zamana Us Kay Khilaaf Hojaye ..
Batil Ka Perokaar Kabhi Izzat Nahi Pata Chahay Chand Us Ki Paishani Par Nikal Aye ..
Amma Ayesha "RA"
Zyada Hansne Se Dil Murda Hota Hai - Hazrat Muhammad {SAWS}
Bhookay Shareef Aur Pait Bharay Kameenay Say Bacho .. Hazrat Umar "RA"
Waqat say pehle or naseeb say ziyada kisi ko koch nahi milta
Zindagi wo nahi jo ham sochtay hain ..Zondagi wo hai jo ham jeetay hain
Janwar Apne Mallik Ko Pehchanta Hai, Lekin Insaan Apne Khuda Ko Nahein Pehchanta." - Hazrat Usman Ghani (R.A)
kitni sharam ki baat hai k parindy hum se pehly jag jayein...
`` Hazrat Ali ``
There is a key for everything, and the key to Paradise is to love the poor.
- The Prophet Muhammad, as reported by Ibn Umar
Tum Naki ki Kese Bhi Surrat OR Kese Bhi Kisam KO Halka Maat Samjoo
Naiki tuu Yeah hai Kaa Tum Apnay Deeni Bhai saa Muskaraty Hoay Miloo
Orr Naki Yeah Bhi hai Kaa Tum Apnay Panii Kaa Dhool mai saa Apnay Bhai Kaa Bartan mai Pani Daal Do
LOGOO SAA PAYAR BHARA BARTAOO ADHI AQAL HAI
(Hades Nabuwi, Peace bee apon Him )
kisi ney hazart ALI (R.A) sey poucha
ajeeba baat nahi khuda BABI (S.A.W.W.) ko mehboob kehta hey
magar qalmey mein apna naam pehly
or baad mein NABI pakk ka
ye tu ishq k khilaf hey
hazarat Ali ney fermaya
yahi tu haqeeiqi ishq hey
Allah pakk chahty hein k
koi bhi un key mehbbob ka naam leny sey pehly
Allah ka naam ley ker zaban paak kar ley
phir NABI paak ka naam ley
jazakAllah
Your LORD creates and chooses whatever he wills. The choise is not theirs..
- Quran... 28: 68
Zindagi 2 Din Ki Hy
1 Din Tumhary HAQ Mai OR
1 Din Tumhary MUKHALIF
Jes Din Tumhary HAQ me Ho Us DIN GHOOR maat karna
Jaab Tumhary Mukhalif ho Us DIn SABAR Karna
Hazrat Ali R.Z se kisi ne poocha :
ILM kia hai?
to Ap R.Z ne Farmaya:
"Ager koi tum per zulm karey to usay muaf ker do,
Ager taaluk torey to jor lo,
Ager koi tumhe mehroom kerey to usay Nawaz do,
Ager kisi se inteqam lena ho to Dur-guzar ker do,
Ghusay may aisi bat na kero kay bad may nidamat ho
Ye ILM hai."
"Tumhare Nafs ki Qeemat JANNAt hai...issey Jannat se kam Qeemat pe na baichna....."
Hzrat Ali R.Z
"Lakhon Dost banana koi badi baat nahi.....badi baat ye hai ke aisa dost banao jo tumhara saath us waqt de jab lakhon aap ke mukhalif hojaayein"
Hazrat Ali...R.Z
A GOOD way to change some one's atitude is to change yourself
Because the same sun that melts snow also hardens clay
Life is as you think, so think Beautiful
Agar ksi ka banna chahte ho tou puri haqeeqat se ban jaao…
Warna,apni zaat main aisi haqeeqat paida kr lo k koi haqeqat main tumhara ban jaye…
Jab insaann ki uqal mukamal ho jaati hai toh uski guftgoo mukhtasar ho jaati hai…
Momin Wo Nahe Jiss Ke Mehfil Pak Ho Balkey.....
Momin Wo Hai Jiss Ke Tanhaye Pak Ho ....!
Unki yadoon ko joh seenay meh basa lehteh hain…
Upnay daman meh unnay aaqa chupaa lehteh hain…
Jinn keh hontoon peh mehkti hain daroodun ki sada…
Huld meh upni juga woh buna lehteh hain…
SABAR ki do sortain hein:
1- Jo Na-pasand ho usay bardasht kerna
OR
2- Jo pasand ho uska intezar kerna.
HAZRAT ALI R.Z
AURON Se manga Kuch Na Mila
Zillat Milli
ALLAH Se Manga Saab Kuch Mila
Izzat Milli
Ae Banday Maang Usi Se Jo Deta hai KhushiSe,
Aur Phir Kehta Nahi Kisi Se!!
Hokay sharminda gunaho se
kabhi us k dar pay a to sehi
Wo kary ga maaf tujhy tu 2
ashq baha to sehi
Rehegi chandni Qabar mae bhi
sath tery
Tu us ki yaad ko dil se zara
laga to sehi
Kia hai "KHUDA" se jo ehad
wo nibha to sehi
Wo hai "Ghafoor-ur-raheem"
sunta hai dua sub ki
Nidamat k aalam may hath
utha to sehi...
Dunya main wo hii log sarbuland rehtay hain…
Jo takabur ke taj ko dor phenk detay hain…
E loogo esse muslmaan baan jaao k jab kaabar mein jao tu firshte jab ya pochen k Muhammad (swa) kon hain tu Muhammad (saw) bolen iss se maat pocho k Main kon hun balke muj se pocho k Ya koon hai!!!
If a drop of water falls in lake there is no identity. But if it falls on a leaf of lotus it shines like a pearl. So choose the best place where you would shine.
Falling down is not defeat, real defeat is when you are refusing to get up.
Never take some one for granted, hold every person close to your Heart because you might wake up one day and realize that you have lost a diamond while you were too busy collecting stones.
Knowledge is like a fruit. When a fruit grows on a branch of a tree, its weight causes that branch to bend and bow. Similarly, when knowledge increases in a person, it causes him to become humble and not Mutakabbir (proud and boastful)
Kisi ne hazrat ali(rz) sae pocha
"Ajeeb baat hai Allah rub-ul-izat
Nabi (PBUH) ko mehboob kehtay hai
Magar kalme mae pehley apna naam
Rakhtey hain,
Bad mae Nabi (PBUH) ka Naam
Rakhtey hain,
Ye "ISHQ" k khilaaf hai!
Hazrat Ali(rz) nae farmaya:
"Yehi to haqeeqi ishq hai,
Khuda pasand karta hai k uska NAAM
Lae kar pehley zubaan paak ki jaye
Aur phir Paak zubaan sae us k
Mehboob ka Naam liya jae"
Kindness in words creates confidence…
Kindness in thinking creates profoundness…
Kindness in giving creates love…
People are like stained glass windows. They sparkle and shine when the sun is out, but when the darkness sets in, their true beauty is revealed only if there is a light from within..
Naiki Kar Daryaa Main Daaal
Agar Koi Tumsay Naraz Hay Aur Usay Yey Gharoor Hay K Tum Usay Mana Log Gay, To Uska Yey Gharoor Tootnay Mat Daina
- Hazrat ALI "RA"
Apni sochon ko pani kay qatron say zayida shafaaf rakho, kyun kay jis tara qatron say dariya banta
hai, ossi tara sochon say Emaan banta hai.. [Hazrat Ali R.A]
Namaz Ki Shaan :
Jab Tum Namaz Kay Liye Kharay Hotay Ho To , Sarr Say Asmaan Taq Rehmat Illahi Chaa Jaati Hay ,
Farishtay Teray Chehray Ki Taraf Jamaa Ho Jatay Hain , .
Aik Farishta Pukarta Hay : "Aye Namazi , Agar Tu Dekh Lay Kay Teray Saamnay Kaun Hay , Aur Tu Kis Say Baat Kar Raha Hay , To Allah Ki Qasam Tu Qayamat Taq Salaam Na Pheray"
SubhanAllah !!
"4" Cheezain Jannat Ki Taraf Bulati Hain..
1. Apni Museebat kO Chupana ..
2. Waldain K Saath Naiki Karna ..
3. Chupa Kar Sadqa Daina ..
4. Kasrat Say "La ILaaHa" Ka Zikr Karna ..
Hazrat Abu Bakkar (R.A.) Said:
"Wo Ghum Jiske Milne Par Tumhara Ruju Allah Ki Taraf Ho Jaaye, Us Khushi Se Behtar Hai Jis Ke Milne Par Tum Apne Khaaliq Ko Bhool Jao"
Gunnah Kisi Na Kisi Surat Dil Ko Pareshan Rakhta Hay Hazrat Usman "RA"
Wo Gunnah Jis Ka Tumhain Ranj Ho, Allah Kay Nazdeek Us Naiki Say Behtar Hay Jis Say Tum Main Ghuroor Paida Hojaye "
Hazrat Ali "RA"
3 aise Naikiyan jin ko karny say
qiamat k din arsh k saya milay ga
1.Andhary main masjid jana
2.Dil na chahtey howy bhe wazu kerna
3.kisi bhoky ko khana khilana
Koshish Karo Ke Tum Dunya Main Raho
Dunya Tum Main Na Rahe,.
Kyonki Kashti Jab Tak Paani Main Rehti Hai
Khoob Teharti Hai,.
Jab Paani Kashti Main Aajata Hai
To Wo Doob Jaati Hai,.
- Hazrat Ali R.A.
Jo shahks sajdon main rota hai Usay taqdeer par rona nahi parta
Hazrat Ali R.A
Shaam
06-01-2011, 04:04 PM
nice thread : )
adam bell, usa reform education system founder said "Death even embarrasses to take life to those who die without any purpose of life"
FarazAli
06-01-2011, 08:43 PM
JazakAllah
ღƬαsнι☣Rασ™
07-06-2012, 09:34 PM
Jazak allah
Jazak Allah
Thanks fOr Shar!ng
Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.