PDA

View Full Version : Basao Dil Me Tum


life
05-31-2011, 12:46 AM
بِسمِ اللہِ الرَّحمٰنِ الرَّحِیم

سُبحانَ اللہ وَبِحَمدِہ سُبحَانَ اللہِ العَظِیم

حمدِ باری تعالٰی






Zahe Kismat Jise Hasil Hai Nisbat Fazl-E-Rehman Ki,
Hamesha Uspe Hai Inayat Fazl-E-Rehman Ki.

Fakt Insan Kya Jannat Bhi Bayat Huye Inse,
Kay Thi Har Ek Tabke Par Hukumat Fazl-E-Rehman Ki.

RasoolAllah Bhi Tashrif Laye Inki Masjid Main,
Khuda Ka Fazl Hai He Fazilat Fazl-E-Rehman Ki.

Baham-Do-Lil-Laah Enke Dar Se Sadqa Sabko Milta hai,
Kay Hai Athaon Pehar Jari Shakhawat Fazl-E-Rehman ki.

Bisaat Itni Kahan Ki Unka Martaba Jane
Walli Hi Jaan Sakty Hain Haqiqat Fazl-E-Rehman Ki

Akidat Se Pularo Shoukh-E-Dil Unper Fida Krdu
Basao Dil Me Tum Sachi Muhabbt Fazl-E-Rehman Ki

life
06-17-2011, 10:58 PM
RasoolAllah Bhi Tashrif Laye Inki Masjid Main,
Khuda Ka Fazl Hai He Fazilat Fazl-E-Rehman Ki.

Baham-Do-Lil-Laah Enke Dar Se Sadqa Sabko Milta hai,
Kay Hai Athaon Pehar Jari Shakhawat Fazl-E-Rehman ki.

Morash
06-18-2011, 01:38 AM
Wahh Life .. Bohat He Zyada KHobsurat Poetry Hay ..

Really Liked It .

Jazakallah

life
06-20-2011, 03:10 AM
thanks Morash

Owi
08-25-2011, 11:19 PM
Nice Thread
Jazak-Allah

Abewsha
08-30-2011, 10:40 AM
jazakallah

life
09-13-2011, 12:26 AM
thanks OWi

life
09-13-2011, 12:26 AM
buhat shukriya ABEWSHA siso

Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.