iqra
05-30-2011, 03:41 PM
khirki chand kitaab aur main
Muddat sy ek baab aur main
Shab bhar khelain apas main
Do ankhen eh khuwab aur main
Mouj aur kashti sahil par
Dariya main gardaab aur mai
Shaam udasi khamoshi
Kuch kanker talaab aur mai
Har shab pakray jatay hain
Gehri neend tery khuwab aur main [/COLOR]="5"]
Muddat sy ek baab aur main
Shab bhar khelain apas main
Do ankhen eh khuwab aur main
Mouj aur kashti sahil par
Dariya main gardaab aur mai
Shaam udasi khamoshi
Kuch kanker talaab aur mai
Har shab pakray jatay hain
Gehri neend tery khuwab aur main [/COLOR]="5"]