SHAYAN
05-28-2011, 05:31 AM
Zillat-E-Tanhai Se Ghabra K Aya Hoon
Mein Abhi Abhi Sheher-E-Wafa Se Aya Hoon
Kuch Dair Hawa Ko Baaton Mein Lagaye Rakhna
Mein Ghar Mein Ek Charagh Jala K Aya Hoon
Uss Ne Poocha Hai Ehd-E-Wafa Nibhahoge
So Haathon Mein QURAN Utha ke Aaya Hoon
Wo Chahe To Ab Mujh Se Tark-E-Talluq Kar Le
Wo Meri Zindagi Hai Usay Bata K Aya Hoon
Wo Ab Bhi Mujhe Anna-Parast Smajhta Hai
Mein Jisay Ro Ro K Mana K Aya Hoon ...