AYAZ
01-13-2009, 09:22 PM
Stamp Bananey ka tareeqa MFT #5
AS SALAAM O ALIKUM .Ais tutorial mein main ap ko stamp banana sikahonga umeed karta ho INSHALLAH ap logo ko samj aey ga ager nahi aiye tou please pouch leiga thanks
tou chalein start kartey hai..
1- Sub sei pehlei File per click karein aur NEW FILE banaiye aur aus ka size 150x150 rakh kar transperent rakhein.
http://img440.imageshack.us/img440/4905/74469897jy4.jpg
2- Phir ais ke baad ap Custom shape ko select karein tools main sei.aur phir circle shape select karein.
http://img440.imageshack.us/img440/1922/79461495nq7.jpg
3- Ais ke baad ap File ke ander ek baar click kareinge tou wo kuch ais tara ka ban jaey ga
http://img510.imageshack.us/img510/6276/39613557pd9.jpg
4- Ais ke baad ap custom shape ke properties mei jain aur waha "FIX SIZE" likha hoga aus per tick kar ke aus ka size W=1.3 AUR H=1.3 rakh dein.jesay nichey batiya howa hie.
http://img60.imageshack.us/img60/466/37353012vt6.jpg
5- ais ke baad ap dobara file mein jo circle bana hei aus ke kareeb hi ais tara sey banaiye.
http://img392.imageshack.us/img392/4374/71366574vr1.jpg
6-Ais ke baad ap phir sei shape tools per click karein aur aus mei sei line shape ko select karein .
http://img133.imageshack.us/img133/8900/37420067jp0.jpg
7-Ab circle ke darmiyan line draw karein.
http://img407.imageshack.us/img407/4006/78649743or4.jpg
8-Ab Layers per click kar ke ais line shape wali layer ko duplicate karein.yaad rahey jub ap duplicate kareinge tou jo line ap nie pehlei banaiye thi ausi ke uper wo dosri line ajaey gi ap ko aus ko drag kar ke nichey lana hoga.
http://img509.imageshack.us/img509/973/66508988xp3.jpg
9- jub ap duplicate kareinge tou jo line ap nie pehlei banaiye thi ausi ke uper wo dosri line ajaey gi ap ko aus ko drag kar ke nichey lana hoga.
http://img82.imageshack.us/img82/8319/64664992fb9.jpg
ab ais main ap apni choice ke mutabiq fill kar saktey hai
10-Ab Text (T) per click kar ke website ka name likhey jesay mei nei likha hai nichey www.meraforum.com
http://img131.imageshack.us/img131/9493/58431937gd4.jpg
11-ab text ko rotate karney ke liye "Createwarp text" per click karain jesay nichey dekhaiya gaiya hai.
http://img98.imageshack.us/img98/6773/53070971se6.jpg
12-ab warptext panel ki window open hogi aus ki setting jesay mei nei di hei wesay dei dein.
http://img87.imageshack.us/img87/7835/16484462hr6.jpg
13-jub ap wardtext ki window mei setting dei deinge tou ais tara show hoga jesay nichey dekhaiya gaiya hie .ais baat ka dehan rakhey ga ke "SHOW TRANSFORM CONTROLS" per tick ho ab jub ap mouse ko www.meraforum.com jaha likha hei aus ke corners per lei jaeinge tou wo rotate ka sign show karey ga.
http://img87.imageshack.us/img87/6546/63635095ux8.jpg
14-ais tara ki setting deinge ap jesay red box mei show kari hie tou sahi ban jaey ga ap apni marzi sei bhi setting dei saktey hie to adjust the length and width of the message.taqey wo fix hojaey circle ke ander
http://img88.imageshack.us/img88/1165/10564111sf5.jpg
aisi tara Text(T) ko dobara use kar ke Transform Control use kar ke ap kisi bhi direction mei likh saktey hie umeed hei samj aiya hoga ager nahi samj aiya tou please let me know thanks
http://img368.imageshack.us/img368/5607/paletteoq5.png ais ka size chota kar ke ap top per lagaiye aur Text ko use kar ke blending options main ja kar apni choice ke mutabiq setting kardein.
ap fonts ais site sei bhi use kar saktey hie jesay main nei jo AYAZ likha hai aur www.MeraForum.com (http://www.MeraForum.com) likha hie wo fonts adobe photoshop mai nahi hie aus ke liye mai nie
www.fonts101.com (http://www.fonts101.com) per sei download kara hei wesay mei nie attachment mei bhi wohi fonts dala howa hie chaiye tou waha sei download karlein.
download karney ke baad ap apni system ki drive mei jaiye phir windows ke folder mei jaiye aur phir fonts ke folder mei ja kar fonts jo download kara hie aus ko waha paste kardein
FOR EXAMPLE .
C:/windows/fonts/
ya ager ap ki drive system E hai tou phir
E:/windows/fonts
paste karney ke baad ap adobe photoshop mei ja kar text ke fonts check karengey tou aus mei yeh wala fonts add hoga.
Umeed hei ap ko tutorial samj aiya hoga .ager kahi problem hai tou please let me know thanks
Best Regards