umair8005
01-13-2009, 08:32 PM
Kaha tha nibhye ga rishta zindgi bhar
Do pal ki dosti to nibha na saka
Raz jo thy beech bata diye zamany ko
Jo batana tha mujhy woh bata na saka
Samjhata phirta hai kih mohabbat na karo
Kiasa samjhana jo khud ko samjha na saka
Ghussy py kiye faisly py qayim hai woh
Pyar mein kia wada to nibha na saka
Zuban sy chaly teer zakhmi kar gye
um@ir tha k zakham-e-dil dikha na saka...