Ghuncha
05-25-2011, 05:09 PM
Udaas shamon mai lot kr wo aana bhol jata tha,
Kar k khafa mujhko manana bhol jata tha,
Inhi khaslaton ne uski mujhe badnam kar dala,
Wo likh k naam dewaron pe mitana bhol jata tha,
Mat poch muhabat mai la parwahi uski,
Dy k zakham wo marham lagana bhol jata tha,
Kitna dilnasheen hota tha uski yaad ka manzar,
Wo jb b yaad aata tha zamana bhol jata tha.