Ghuncha
05-25-2011, 05:05 PM
"Un k andaz-e karam,un pe wo aana dil ka,
HaaYe wo waqt, wo batein,wo zamana dil ka,
Na suna usne tawajjo se fasana dil ka,
Umr guzri per dard na jana dil ka,
Dil lagi, dil ki lagi ban k mita deti hai,
Rog dushman ko bi ya RAB na lgana dil ka,
Wo bi apne na howe dil bi gaya hathon se,
Aesy aane se to behtar hai na aana dil ka,
Unki mehfil me un k tabassum ki adaa,
Hm dekhte reh gye hath se jana dil ka.