ROSE
05-18-2011, 03:51 PM
"BE-NAAM KHUWAHISH"
kabhi kabhi insaan aisi khuwahish kernay lagta hay jisay woh chahtay huay bhi koi naam nahi day sakta aur is khuwahish k girdaab main buri tarah phans jata hay aur nikalnay ki koshish k bawajood nikal nahi sakta. jab hum jantay hain k hamari yeh khuwahish kabhi bhi poori nahi hogi, phir bhi hum kaisay pagal hain k aisi be-naam khuwahish kertay hain aur is ki takmeel ko apni zindagi aur mout samjhny lagtay hain, kaash hum koi bhi khuwahish kernay say pehlay apnay ikhtiyaraat k baray main soch lain"
Raja Gidh (Bano Qudsiya)