ShahTaJ
01-12-2009, 03:42 PM
Ek shakhs pass rah k bhi samja nahi mujhy.
Is baat ka malal hy shikwa nahi mujhy.
Main us ko bewafae ka ilzam kesy don.
Us nay to ibtada say hi chaha nahi mujhy.
Kia kia umedain bandh kay aya tha samny.
Us ny to ankh bhar ky bhi dekha nahi mujhy.
Pather samajh k paoon ki thoker pay rakh lia.
Afsos teri ankh nay parkha nahi mujhy.
Kab thaherna tha muj ko piyary aaj us ky pass.
Acha howa k us ny bhi roka nahi mujhy.