ROSE
05-14-2011, 03:23 PM
(Umera Ahmad ki Kitab Darbaar-e-Dil sey
kuch ilfaaz..)
Ishq insan ko kaainaat kay doosrey hissey main lay jata hay
..zameeen par rehnay nahee deta...
Aur ishq laahaasil...
Log kehtey hain insaan ishq majazi sey ishq haqeeqi tak
tab safar karta hay jab ishq laahaasil rehta hay...
aur jub insaan jholi bhar bhar kar muhabbt karey aur
khali dil aur khaali haath ley kr phirey .....
*************
hota ho ga logon kay sath aisaa ..guzartey hon gay
log ishq-e-laahasil ki manzil sey..............................
aur tey kertey hon gay majaazi sey haqeeqi tak kay faasley
..magar meri simat ulti ho gayee thii..main nay ishq-e-haqeeqi
sey Ishq-e-majazi tak ka safar tey kia...aur ub darbadar
phir rahee thee...
*********************************
__________________