ROSE
05-05-2011, 10:43 AM
Hazrat Moosa (A.S) ne ek dafa Allah talla se poucha: ''Ay Allah Jab tu Khush hota hai tu kia karta hai??"
Allah neh Farmaya: jab mein khush hota hoo tu Barish karta hoon
Hazrat Moosa (A.S) neh phr se poucha k jab ap aur Zyada khush ho tu???
tab Allah ne kha k: tab mein Betiyan paida karta hoon
Hazrat Moosa (A.S) ne pher se poucha ke jab ap aur khush hoo tu tab??
Allah neh Farmaya: jab mein sub se Zyada khush hota hoo tu mein mehman(guest) bhejta hoon