pensive
05-04-2011, 01:35 PM
Na tha kuch to khudi tha kuch na hota to khuda khuda hota
Daboya mujh ko hone ne, na hota main to kia hota
Hua gham se yun behis k gham kia sar k katne ka
Na hota gar juda tan se to zano par dhara hota
...
Hui mudat k ghalib mar gaya par yad ata hai
Wo har ik baat pe kehna ke yun hota to kia hota