PDA

View Full Version : ~*~ Ashaar Rules ~*~


Anokhi<3
04-29-2011, 01:04 AM
Share only two lines shayari HERE ! =)

If u post any type of ghazal in dis section, ur thred will be moved widout any notification..

~wish munda~
04-29-2011, 01:24 AM
thanks :D

Morash
04-29-2011, 01:28 AM
Okay Ma'am .. Huh !!

Zafina
04-29-2011, 01:47 AM
acha je :D

Anokhi<3
04-29-2011, 11:53 AM
mhm =]

Shaam
04-29-2011, 11:57 AM
tou phir is thread ko ashaar rules ke bajaye SHAIR RULES kardein.
Ashaar ka matlab hi ek sei ziada shair ke h ain : )

Anokhi<3
04-29-2011, 12:14 PM
Per is section mein to ashaar he post kiye jayenge na , lekin sirf two lines wale=]

AYAZ
04-29-2011, 01:58 PM
i think atleast 2 ashaar ho ek thread main 2 lines ke tab balance lagey ga like Ghalib ke 2 Ashaar ho kisi bhi Poet ka ya even apna but ashaar 2 share karein . its just my opinion rest up to you guyz

Shaam
04-29-2011, 09:33 PM
i agree with ayaz
kam az kam ek aur ziada sei ziada 2 shair hona chaiye
jaisey

her koi dil ki hatheli pe hai sehra rakhey
kis ko sairab karei wo kis ko pyasa rakhey
hum ko acha nahi lagta koi humnaam tera
koi tujh sa ho tou phir naam bhi tujh sa rakhey


baaz auiqaat mukammal hi mafhoom do shairo sei hota hai...


waisey Anokhi jo new structure poetry ka section ka hai ger wo aap ne kia hai tou (Y) tou bohat khoob
waqai is ki zaroorat thi aur aisey mods ki bhi.
nice work.

Anokhi<3
04-30-2011, 03:33 PM
Hmm ji 4 lines b ho skti hain, or 2 lines ki shayari b Ashaar k section mein post ki jayegi! lekin ghazals wagaira ya wo shayariz jo 4 se ziyada hon Ashaar mein nhi post ki jayegi :)

and thanx for dose words of appreciation Shaam :)

SAjan
02-05-2012, 07:44 PM
hammmm

jamal khan
02-06-2012, 08:22 PM
ok madam

jamal khan
02-06-2012, 08:22 PM
jo ap kahe

ample
02-20-2012, 10:01 PM
ok mam

Akash
03-16-2014, 05:21 PM
Hahahahahah Okz Thank U So Much

Ainda Rules Ka Khayal Raka Jaiga

waheed ahmed
03-16-2014, 06:58 PM
محبت چھوڑ دی ھے میں نے
آجکل بلکل فارغ ھوں یار
وحید احمد



muhabbat cHorH dii he maiN ne
aajkal bilkul farigh houN yaar

Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.