ROSE
04-20-2011, 08:33 PM
Aflaatoon sachayee ki fazeelat bayan kar raha tha
" sachayee aur sach ki azmat sey koun inkaar kar
sakta hay magar aik aisi sachi baat bhi hay jis sey
insaan ko bachna chahiye"
Aik shaagird nay sawal kia,
"sachi baat sey parhaiz kia matlab?"
Afalatoon nay kaha,
" woh sachi baat yahee hay,
lekin laaiq-e-Parhaiz hay aur woh yeh hay kay
apni tareef aur sataayesh na karo agarcha
tum main woh tamam khoobiaan aur ausaaf
mojood hih kioun na hon jin ka tum izhaar kar rahay
ho "