Aslam
04-17-2011, 12:54 AM
"Kisi cheez ko paney ki arzoo
main,
Zillat uthane se behtar hai, k
us arzoo ko Tarq kar do."
-------------------------------
duniya mai koi cheez apne aap
k liye nahi hai.
darya khuda apna paani nahi
peetay..
darakht khud apna phal nahi
khaate,
suraj apne liye hararat nahi
deta..
phool apni khushbu apne liye
nahi bikherte..
kyun k
dusron k liye jeena hi asal
zindagi hai..
main,
Zillat uthane se behtar hai, k
us arzoo ko Tarq kar do."
-------------------------------
duniya mai koi cheez apne aap
k liye nahi hai.
darya khuda apna paani nahi
peetay..
darakht khud apna phal nahi
khaate,
suraj apne liye hararat nahi
deta..
phool apni khushbu apne liye
nahi bikherte..
kyun k
dusron k liye jeena hi asal
zindagi hai..