~wish munda~
04-16-2011, 01:37 AM
Sab hi ne youn to kya tajziya MOHABBAT ka..
Kisi se hal na ho paya masla MOHABBAT ka..
Wo jis k Hijar me rona us ko hi Dua dena..
Samajh me nahi aata falsafa MOHABBAT ka..
Zara si dair me mujh ko manaa bhi leta he..
Wo shaks de kar mujhe wasta MOHABBAT ka..
Na jane kitni hi aankhen chalak si jati hen..
Kisi ki Bazam me jo ho tazkira MOHABBAT ka..
Tamaam umar hi Khushi ko tarso ge
Na azmaana kabhi hoosla MOHABBAT ka...