!~*AdOrAbLe*~!
04-13-2011, 05:10 AM
http://i1008.photobucket.com/albums/af208/12lindaterry/DIVIDERS/fetes402.gif
Ab wafa se mukar gaya hai dil
Ab mohabbat se dar gaya hai dil
Ab saharoon ki baat mat karna
Ab dilasoon se bhar gaya hai dil
Jab bulate the zinda dil the hum
Ab na aao ke mar gaya hai dil
Kyun bhala dhoondte ho sene main
Jaan se bhi ab guzar gaya hai dil
Siskiyoon aur na dharkanoon ki sada
Kis nadi main utar gaya hai dil
Ab woh pagal pan na wehshat hai
Chot kha kar sudhar gaya hai dil
http://i1008.photobucket.com/albums/af208/12lindaterry/DIVIDERS/fetes402.gif
Ab wafa se mukar gaya hai dil
Ab mohabbat se dar gaya hai dil
Ab saharoon ki baat mat karna
Ab dilasoon se bhar gaya hai dil
Jab bulate the zinda dil the hum
Ab na aao ke mar gaya hai dil
Kyun bhala dhoondte ho sene main
Jaan se bhi ab guzar gaya hai dil
Siskiyoon aur na dharkanoon ki sada
Kis nadi main utar gaya hai dil
Ab woh pagal pan na wehshat hai
Chot kha kar sudhar gaya hai dil
http://i1008.photobucket.com/albums/af208/12lindaterry/DIVIDERS/fetes402.gif