~wish munda~
04-08-2011, 12:36 PM
Chalo Kuch Dair Hastay Hain ...
Muhabbat par Inayat par ...
K b-bunyad baten hain ...
Sabhi rishtay Sabhi Natay ...
Zarurat ki Hain Eejaaden ...
Kahin Koi nahi merta Ksi k Wastay jana ...
K sub hai Phair lafzoon ka ...
Hai sara Khail herfon ka ...
Nahi hai mehboob koi b ...
Sabhi Jumlay say kastay hain ...
Chalo Kuch dair Hastay hain ...
Usi ko Yaad kertay Hian ...
jisay hum Zeest Kehtay hain ..
K lena Sans Bin jis k ...
Humain Ik Jurm Lagta Tha ...
Bala ka taiz Lagta Tha ...
Jo Saya Bun k Rehta Tha ...
Juda Ab Us k rastay hain ...
Chalo kuch Dair Hastay hain
Muhabbat par Inayat par ...
K b-bunyad baten hain ...
Sabhi rishtay Sabhi Natay ...
Zarurat ki Hain Eejaaden ...
Kahin Koi nahi merta Ksi k Wastay jana ...
K sub hai Phair lafzoon ka ...
Hai sara Khail herfon ka ...
Nahi hai mehboob koi b ...
Sabhi Jumlay say kastay hain ...
Chalo Kuch dair Hastay hain ...
Usi ko Yaad kertay Hian ...
jisay hum Zeest Kehtay hain ..
K lena Sans Bin jis k ...
Humain Ik Jurm Lagta Tha ...
Bala ka taiz Lagta Tha ...
Jo Saya Bun k Rehta Tha ...
Juda Ab Us k rastay hain ...
Chalo kuch Dair Hastay hain