Anokhi<3
03-27-2011, 02:57 AM
Badla Jo Waqt GEhri Rafaqat Badal Gayi,
Sooraj Dhala To Saaye ki Soorat Badal Gayi...
Ek Umar tak Mein Uski Zarorat Bana Raha,
Phir Yun Hua k Uski Zarorat Badal Gayi...