Shaam
03-20-2011, 09:50 PM
kuch to majbooriyan rahin hoon gi
yoon hi koi bewafa nahi hota
guftagu un se roz hoti hai
mudaton saamna nahi hota
ji bohat chahta hai sach bolen
keya karen hosla nahi hota
raat ka intzaar koun kare
aaj kal din mein keya nahi hota
yoon hi koi bewafa nahi hota
guftagu un se roz hoti hai
mudaton saamna nahi hota
ji bohat chahta hai sach bolen
keya karen hosla nahi hota
raat ka intzaar koun kare
aaj kal din mein keya nahi hota