Ghuncha
03-18-2011, 01:56 AM
In ankhon main mohabbat ka sitara hoga!!
Aik din aiega wo shaks hamara hoga!!
Zndagi ab k mera naam shamil na krna!!
Gar ye tay hay k yahi khel dobara hoga!!
Jis k honay say meri sans chala krti thi thi !
Kis tarha us k bin ab guzara hoga!!
Ishq krna ha to din rat usay souchna hoga!!
Kuch aur zehn main aya to khasara hoga!!
Ye jo pani main chala aya ha suneri sa shour !!
Us nay kahi darya main paou utara hoga!!
Jo meri roh main baadal sa gharajta ha!! Wasi!!
Us nay senay ma koi dard utara hoga!