Ghuncha
03-17-2011, 11:48 PM
"Ek shakhs pas reh k bhi samjha nahi mujhe"
"Iss baat ka malal hai, shikwa nahi mujhe"
"Main usko bewafai ka ilzaam kaise dun"
"Usne to ibtada se hi manga nahi mujhe"
"Pathar samajh k paon se thokar laga gaya"
"Afsos teri aankh ne parkha nahi mujhe"
"Kya kya umedein bandh kar aaye thay samne"
"Usne to aankh bhar k bhi dekha nahi mujhe"
"Kab thehrna tha mujko har waqt us k pas"
"sahiŁ"
"Acha hua k usne bhi roka nahi mujhe"...