! HEER
03-16-2011, 02:08 PM
Ye kitaboon ke qissey,
Fasanoo ki bateen,
Nigahoon ki jhilmill,
Judai ki rateen,
Mohabbat ki qasmeen,
Nibhaney ke wadey,
Ye dhoka wafa ka,
Ye jhotey iradey,
Ye bateen kitabi,
Ye nazmeen purani,
Na inn ki haqeeqat,
Na inn ki kahani,
Na likhna inhain,
Na mehfooz karna,
Ye jazbaat hain,
Inn ko bass mehsoos karna
Fasanoo ki bateen,
Nigahoon ki jhilmill,
Judai ki rateen,
Mohabbat ki qasmeen,
Nibhaney ke wadey,
Ye dhoka wafa ka,
Ye jhotey iradey,
Ye bateen kitabi,
Ye nazmeen purani,
Na inn ki haqeeqat,
Na inn ki kahani,
Na likhna inhain,
Na mehfooz karna,
Ye jazbaat hain,
Inn ko bass mehsoos karna