SHAYAN
03-11-2011, 08:32 PM
Gilay Chahe Bohat Karna
Rulana Aur Bohat Larna
Suno Naraz Mat Hona
Kabhi Aisa Jo Ho Jaye
Ke Teri Yaad Se Ghafil Kisi Lamhe Jo Hi Jaon
Bina Dekhe Teri Surat
Kisi Shab Main Jo So Jaon
To Sapno Mae Chale Aana
Mujhe Ehsaas Dila Jana
Suno Naraz Mat Hona
Kabhi Aisa Jo Ho Jaye
Jinhe Kehna Zarori Ho
Woh Mujhse Lafz Kho Jayen
Meri Aawaz Ban Jana
Kabhi Naraz Mat Hona
Rulana Aur Bohat Larna
Suno Naraz Mat Hona
Kabhi Aisa Jo Ho Jaye
Ke Teri Yaad Se Ghafil Kisi Lamhe Jo Hi Jaon
Bina Dekhe Teri Surat
Kisi Shab Main Jo So Jaon
To Sapno Mae Chale Aana
Mujhe Ehsaas Dila Jana
Suno Naraz Mat Hona
Kabhi Aisa Jo Ho Jaye
Jinhe Kehna Zarori Ho
Woh Mujhse Lafz Kho Jayen
Meri Aawaz Ban Jana
Kabhi Naraz Mat Hona