Shaam
03-06-2011, 10:42 PM
http://i1.trekearth.com/photos/88935/pa010568.jpg
maghrib hochuki thi aaj
ghaliban 7 bajrahey hongei
sakhi hasan qabrustan ke samnei ek aziz rehtey hain
unke darwazey pe intizar karha tha
intizar taweel huwa tou chehel qadmi shuru kardi
chaltey chaltey samne nigah uthaai aur ruk sa gaya
ajeeb sa manzar tha
ghaney darakh jaisey koui puraani si darawnui film ka scene
andhera ta had e nigaah aur unsab ke beech
hazaaro ke tadaad me bazahir behiss o harkat INSAAN
eesaal e sawaab kia aur sochney laga
yeh yaha leitey hain
gher me kia horaha hai sab kei
k8isi ke gher dawat hogi
sab hans rahey hongei
kheil rahey honge
tv ya film chalrahi hogi
jkahein shadi hogi tou kapro ke rang aur tayaari ka shore
wo amma abba behen bhai jin ke bagher hamara koi kaam nahi hota tha
wo sab jo double bed per akele sotey they
aaj
hmmm
parwa hi nahi unko jo ek pal ko bhi alag nahi rahsakne ka dawa kartey they
ke aaj kis haal me hain
poochney bhi aye
dekhney bhi aaye
acha nahi aaye koi baat nahi
per kabhi ek baar Qul hi parh ke bakshish ki dua ki din me
ya phir barsi walei din biryaani paka ke poora karlia qarz aur farz
hmmmm
yah logkis ke saharay hain
wo sab jin ko muhabbat ka dawa hai wo tou gum hai
apne bachon me
nai khusyon me
jaha na hamari jagha hai
na zaroorat
hgamarei bagher bhi wo saaari khyusyaan celebrate hongi
tou phir ?
Allah ka sahara
yaqeenan
Allah ke saharay aur wo kuch manney ke saharay jo us ne hukum kia tha
kisi ki qabar noor hi noor hai ke us ko para nahi ke koi yaad bhi rakhey
aurkahein zameen ne haddion ko bhi nahi chora
hmmmm
Maut ko yad kijye roz kai kai baar
hadees bhi hai ke kei rozana maut ko kai baar yad kia karo-
maut ko yaad rakhney sei dil narm rahta hai
apne lia
aur dosro ke lia
aur us ki tayari karein
jab na behen bhai na maa baap na aurlaad na koi aur aaye ga
sab apni zindagi jiyen gei aur hum aur aap isi tarha andherey me choti si QABAR me leteyu honge.
http://www.scottcarney.com/photos/Bones/slides/IMG_1771.JPG