DiE
03-02-2011, 01:24 AM
Yahan har shaks har pal hadsa hony sai darta hai
khilona hai jo mitti ka fanaa honey sai darta hai
mery dil k kisi konay mai ik masoom sa bacha
baron ki dekh kar duniya bara hony sai darta hai
ajab hai zindagi ki qaid mai dunya ka har insan
rihaai mangta hai or rehaa hony sai dartaa hai