Miss Habib
02-26-2011, 02:55 PM
Hudood-e-Zabt-e-Wafa se guzarnay wala tha
Main apne app ko nilaam karne wala tha
Safar k shoq ne majbur kar diya warna
Main teray shehar mein aik din thehrnay wala tha
Khud apne saaye se hi chonk uthta hoon ab to
Wo shakhs jo k kisi se na darnay wala tha
Hua hai qatal mera khuwahishon k hathon say
Main itni jaldi to hargiz marnay wala tha
Lahoo na or raha jism mein warna .......
Main is ghazal mein or rang bharne wala tha