!«╬Ĵamil Malik╬«!
12-22-2008, 05:19 PM
Ya RAB! Gham-E-Hijraan mein itna tau kiya hota
Jo haath jigar par hai woh dast-e-dua hota
Ik ishq ka gham aafat aur us pe yeh dil aafat
Ya gham na diya hota,ya dil na diya hota!
Naakaam tamanna dil is soch mein rehta hai
Yun hota tau kiya hota,yun hota tau kiya hota
Umeed tau bandh jati taskeen tau ho jati
Waada na wafa kartay waada tau kiya hota
Ghairon se kaha tum ne,ghairon se suna tum ne
Kuch hum se kaha hota,kuch hum se suna hota....!!!