Fajar
02-25-2011, 05:33 PM
Jab naam tera piyar say likhtti hain ungliyan
meri tarf zamane ki uthtti hain ungliyan
daman sanam ka hath main aya tha aik pall
din raat us aik pall say mehakti hain ungliyan
jis din se dour ho gaye us din se he sanam
bass din tumre aane ki gintee hain ungliyan
patthar tarash ke na bana taj aik naya
fankar ki zamane main katti hain ungliyan