ROSE
02-19-2011, 10:49 AM
Bechaargi mai had se guzar jaana chahiye
susraaliyoun se aankh na milaana chahiye
ik din tumhare abba ne dekhi meri sihat
kehne lage ke miyaan khaana khana chahiye
Pehle to mujhe paani se elargi thi per ab
dhaik na kahain saas roz nahaana chahiye
Shampo pe shampo laaye magar kuch na ban saka
aub larhkiyoun sa make up aazmana chahiye
Mangni ke baad phone pe kehne lagi hamain
aur larkiyoun se apna dil bachaana chahiye
Aate ho billa nagha mere ghar yeh b suno
abba ke saamne bait ke sharmaana chahiye
karain to kya karain k bahot muhtaram hai woh
kehti hai mujhse ab tu sodhar jaana chahiye
__________________