happy123
02-18-2011, 09:12 AM
zinadgi ka har lamha guzr rha hai tere intizaar main
Toot kar bikhr gae huh main tumhare pyar main
Ma ye manti hun tum hrgz bewafa nahi
tum mujh se door ho ess main tumhari khata nahi
ajj es dard main bhi guzra hua khushi ka har lamha hontun pa muskuraht saja deta hai
Aek baar bhi laut kar meri khbar nahi lii
kya koi kisi apne ko eise saza deta hai
Apni zaat main akele rehna tumhare pyar ne mujhe sikha dya
khud se larna our apne zakhmun ki pardaposhi karna zindagi ne samjha dya
Tum meri zindagi he nahi meri bandaghi bhi ho
Tum meri Dua he nahi mera aitbaar ho
mere lye guzre huye lamhe our tumhari yadein jeene ka hein sahara
Jahan bhi rehna mujhe apne dil se na bhulana
Meri rooh ka tum se ab bhi wohi rishta hai purana
ajj tum mere paas nahi lekin tumhara dil mehsos to karta hoga
Meri ankhun ki nami ko our tumhari zindagi main meri kami ko
Tumein zindagi ka har sukh mele Khuda se iltaja hai meri
Kamyabi hmesha tumhare qadam chomay ye dua hai meri
ae Khuda us insan ko apni rehmat se aisa maqam dena
Duniya bhi us pa rashq kare aisa usse waqar dena (ameen)