Log in

View Full Version : jeeney ke kuch bahaney chaiyeh


Shaam
02-17-2011, 09:04 AM
tere ahsaas ke kuch khuwaab aur suhaaney chaiyeh
lamha lamha ho wasl aisey bhi tou zamaney chaiyeh

yeh theik hai ke marta nahi koi kisi ke lia
tere jaisey bhi jeeney ke kuch bahaney chaiyeh

jahan na ho rind o waayiz ki dastaar me fark
umr kaatnei ko aisey kuch aastaaney chaiyeh

yeh bahar ki dunya merei mann sei meil nahi khaati
jaha mein hoo sirf chahar taraf aisey weeraney chaiyeh

youn gumnaam sa rahna meri fitraat me shamil nahi
mujhey phir kudh sei jurey terei fasaney chaieyh....

AFghani_Laila
02-17-2011, 09:46 AM
Wahh Muhtaram Zabardast SHairy :)

Dil Laghi
02-17-2011, 12:33 PM
really nice sharing

happy123
02-17-2011, 02:33 PM
zabardast
keep sharing

Shaam
02-17-2011, 04:08 PM
parhney walo ka shukria

Zafina
02-17-2011, 04:42 PM
rind o waayiz..In alfaz ki zara wazahath ker dain :)
Buhat Zabrdast hay sub

Shaam
02-17-2011, 04:55 PM
hmmm
jaha insan ko insaan samjha jaye
us martaba abd ho
bus : )

Zafina
02-17-2011, 05:00 PM
Bhaya Asaan alfaz me :( :type:

Alia
02-17-2011, 06:06 PM
nyc sharing

RoOZ SoOChTa HouN
02-17-2011, 10:08 PM
bahat khubbb .. kya zabardast zouq paya hai aap nai ...

ROSE
02-17-2011, 10:13 PM
good shairing

Shaam
02-18-2011, 07:49 PM
Bhaya Asaan alfaz me :( :type:


beta asaan alfaaz mei yeh kahooga ke hmmm insanyat sab sei pahlei hai phir maratib ka zikr hota hai.


Thanks all and specially rozz sochta hoo : )

adealjinaka
02-22-2011, 07:59 AM
i like this ...

kazama
03-10-2011, 08:04 AM
so thank superb...

life
08-16-2012, 07:02 PM
bohat umdah!

Shaam
09-29-2012, 10:16 AM
thanks

Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.