ROSE
02-14-2011, 11:44 AM
Hazrat Ayesha (R.Z) Kehty Hein K Unhon Ne Rasool Allah (S.A.W) Ko Shab Ki Namaz Kabhi Baith Ker Perhtey Nahe Dekha Yahan Tuk K Jub Ap (S.A.W) Ka Sun Zyada Ho Gaya To Ap (S.A.W) Beth Ker Qirat Kerte Thay Phir Jub Rokoh Kerna Chahtay To Kharay Ho Jatay Or Qareeb Tees (30) Ya Chalees (40) Ayaton Kay Perh Kar Rokoh Ker Dete.
Hazrat Ayesha (R.Z) Riwayat May Kehty Hein Kay Dosri Raka'at May Bhi Aisa He Kerte Thay.Phir Jub Ap (S.A.W) Namaz Khatum Ker Lete To Dekhtey Ager Mein Jagty Hoti To Mere Sath Batain Kerte Or Ager Mein Soye Hoi Hoti To Ap (S.A.W) Lait Rehte