!~*AdOrAbLe*~!
02-10-2011, 12:44 AM
http://i149.photobucket.com/albums/s41/ILive4ChristAndGod/DIVIDERS/1636085bpx2t2h4k2.gif
Ay mohabbat tere anjaam pe rona aya
Jane kyun aj tere naam pe rona aya
Yun to har shaam umidoon main guzar jati thi
Aaj kuch baat hai, jo shaam pe rona aya
Kabhi taqdeer ka matam, kabhi duniya ka gila
Manzil-e-ishq main har kaam pe rona aya
Jab huwa zikr zamane main mohabbat ka
Mujhko apne dil-e-bekaam pe rona aya