Fajar
02-04-2011, 07:30 PM
Zinda hain jis ki ass pay wo bi rula giya
Bandhan wafa k tor k saray chala giya
Khud he tou ki thi us nay mohabat ki ibtida
Hathon main hath day kar khud he chura giya
Kar di jis k liye ham nay tabah zindgi
Ulta wo bewafi ki tuhmat laga giya
Bandhan wafa k tor k saray chala giya
Khud he tou ki thi us nay mohabat ki ibtida
Hathon main hath day kar khud he chura giya
Kar di jis k liye ham nay tabah zindgi
Ulta wo bewafi ki tuhmat laga giya