Aslam
02-03-2011, 06:24 PM
Mahmood Gaznvi ne apne
Ghulam Ayaz ko ek ANGOOTHI
di or kaha k is par ek aisa jumla likho
jisko ma agar khushi me
dekhon to ghamgeen ho jaun.
or agar gham me dekhon to
khush hojaun Ghulam Ayaz ne likha...
"YEH WAQT GUZAR JAYEGA"
-------------------------------------
1 martaba 1 ground mai barish k liye dua ki jani thi
sab log ahista ahista ground mai jama hone lage
1 bacha ground mai chhatri lekar dakhil hua
sab usay dekh kar heran hoe 1 shaks ne pucha
beta ye chhatri kyun laye ho?
bache ne masumiyat se kaha
"jis Khuda se maangne aae ho kya us par itna b yaqeen nahi"...*