View Full Version : AA ke meri jaan
AA ke meri jaan
aa ke meri jaan mein qaraar nahin hai
taaqat-e-bedaad-e-intazaar nahin hai
dete hain jannat hayaat-e-dahar ke badale
nashshaa baa_andaazaa-e-khumaar nahin hai
giriyaa nikaale hai teri bazm se mujh ko
haaye! ki rone pe ikhtiyaar nahin hai
ham se abas hai gumaan-e-ranjish-e-khaatir
khaak mein ushshaq ke gubaar nahin hai
dil se uthaa lutf-e-jalvaa haye ma_ani
gair-e-gul aaiinaa-e-bahaar nahin hai
qatl kaa mere kiyaa hai ahad to baare
vaaye! agar ahad ustavaar nahin hai
tu ne qasam maikashi ki khaai hai ‘Ghalib’
teri qasam ka kuchh aitabaar nahin hai
TRANSLATION-
Come that my soul has no repose
Has no strength to bear the injustice of waiting
Heaven is given in return for the life of this world
But that high is not in proportion to this intoxication
Such longing has come from your company
That there is no control over my tears
Suspecting torment, you are indifferent to me
So no love resides in these clouds of dust
From my heart has lifted the meaning of pleasure
Without blossoms, there is no spring in life
You have pledged to kill me at last
But there is no determination in your promise
You have sworn by the wine, Ghalib
There is no faith in your avowal
Ghalib Mirza Asadullah Khan
!~*AdOrAbLe*~!
01-23-2011, 06:48 PM
wonderfull
Dil Laghi
01-23-2011, 10:00 PM
really nice sharing
RoOZ SoOChTa HouN
01-23-2011, 10:50 PM
kya baat hai ayaaaz ... yahaan pai likhaa karoo bahat kaam nazaar atay ho ...
buaht Shandar AYAZ superb :zabardast:
GHALIB kehtey hain !!!
koi ummeed bar nahi aati There is not a ray of hope
koi sourat nazar nahi aati We do not see any scope
mout ka aik din mo'ayyan hai Death is sure one fixed day
neend kyn raat bhar nahi aati why at night for sleep to elope
aagey aati thi hal e dil pe hansi Aforetimes, I chided wayward heart
ab kisi baat pe nahi aati Nothing now I do but mope
janta hon sawab e ta'at s zehad I know reward of prayer and piety
bar tabyat idhar nahi aati Yet hard to travel this slippery slope
hai kuch esi hai baat jo chup ho I am tongue tied expediently
warna kia baat kar nahi aati Not inexpediently for words i grope
kyn na chekhon k yaad karte hain Why not I bawl at beloved's call
mairi awaaz gar nahi aati Though voice from lips cannot cope
hum waha hain jaha se hum ko bhi We are at a stage, all foriorn
kuch hamaari khaabar nahi aati All adrift, bereft of hope
martey hain aarzoo mai marney ki How we DiE for death to come
mout aati hai par nahi aati..... It does not come but deals the rope
SHAYAN
01-24-2011, 03:09 AM
Gr8 Ayaz ..

Zaberdast T 4 S
!«╬Ĵamil Malik╬«!
01-24-2011, 11:10 PM
Zabrdast Sharing Bro
Zafina
02-02-2011, 03:33 PM

waaaaaaaaaaaaah........jeeeeeeetay rahu lala
- ѕΙıΙм .. ѕΙıΙм -
02-02-2011, 04:04 PM
Haye K rOne Pe Ikhtiyar Nahi Hai ..
Wahhh .. bOhat Ala .. :)
Ṕø$ṫ ℛЇḎℰℜ
03-02-2011, 11:13 AM
nice
thanks for sharing
Ghuncha
08-25-2011, 12:07 AM
Hmmmm Nice ...!!
ample
02-23-2012, 10:47 PM
nice ayazz
A L i
04-13-2012, 07:03 PM
bahut khobsorat Ghazal aur translation se samjhne mein asanai ho gi
Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.