Miss Habib
01-21-2011, 09:29 PM
Hum se taskheer muqaddar k sitary na howy
Zindagi app the or app hamare na howy
Phir batao k bhala kis pe sitam dhayo gai
Shehar-e-Ulfat mai agar dard k mare na howy
Such to ye hai k bina us k guzara jeewan,
Ye bhi sach hai k bina us k guzary na howy
Isliye apna millan ho bhi na sakta tha,
Ik darya k kabhi dono kinaary na howy
Toot jaate hain sabhi pyar k rishte
Kache dhaagy to kisi k bhi sahare na howy