Miss Habib
01-19-2011, 12:01 PM
raaton mein gar na ashk bahauun to kyaa karun
eik pal bhee us ko bhul na paun to kyaa karun
main ne sunaa hai un ko andhere nahin pasand
raahon mein ab main dil na jalaun to kyaa karun
tumhin kaho keh chhorh de jab zindagi bhee saath
phir maut ko gale na lagaaun to kyaa karun
socha toh tha keh chhorh duun us kee gali Murad
lekin kahin qaraar na paaun to kya karun