! HEER
01-10-2011, 07:31 PM
teri ik hansi pe ye dil qurban kar jaoon,
aitraz na ho agar tu tera dil chura le jaoon,
na behney doon in aankhoon se aansu,
tu kahe tu terey sarey sitam sehh jaoon,
hansta howa rakhoon tere laboon ho hamesha,
choom kar jinhain wo pyari muskaan de jaoon,
sene se laga kar rakhoon tumhain,
mann tu karta hai tujh main sama jaoon,
sunta hi rahoon tumhari dharkan ko,
aur “asif” dil ki har baat keh jaoon,
gham ko kabhi kareeb na aneey doon,
aur tumhain zindagi ki khushian tamam de jaoon.