! HEER
01-03-2011, 12:02 AM
Raat bhi akeli thi Chand bhi akela tha
udasi ke alam mien arsh bhi akela tha
tare bhi na jane, kaha they kho gaye
jagte hai woh hamesha, aaj kyu so gaye
dhadkan bhi akeli thi dil bhi akela tha
ankho mien rawani, ashko ki rahi
gham se palke, nam si rahi
aarzo bhi akeli thidard bhi akela tha
gonj rahi thi cheekh, zakhmo ke wajood mien
matam kada tha dil, ghamo ke hajoom mien
naqsh bhi akeley they yaad bhi akeli thi
jigar ki agosh mien, ik shola sa jaga
bhadak rahi thi aatish, fishaar sa laga
ghatta bhi akeli thi sawan bhi akela tha
faraib ki chattan, kuch yu aan giri
dab gayi wafaie, nikli ulfat ki aah zari
sada bhi akeli thi Aamir bhi akela tha
Raat bhi akeli thi Chand bhi akela tha....!!