dur-e-shahwar
12-31-2010, 05:07 AM
Khamosh Palko Pay Darya Ruka Hai Abhi,
Tumharay Intezaar May Ek Lamha Ruka Hai Abhi,
Sadiyon Ka Faasla To Teh Kar Liya Humne,
Sirf Do Qadmo Ka Safar Ruka Hai Abhi,
Waqt K Sagar Pay Rawan Ho Tum Yeh Jan Lo,
Tumharay Pyar K Liye Ek lamha Ruka Hai Abhi,
Aajao K Zindagi Tamam Na Ho Jaye Meri,
Baray Ehtamam Say Maut Ko Tala Hai Abhi,
Sadayen De De K Be-Awaaz Na Ho Jao Kahin May,
“Aajao Laut K” Ek lafz Meri Zuban Pe Ruka Hai Abhi…