DiE
12-22-2010, 04:56 PM
Barsey bagher aaj bhi Badal guzar gaya
tashanna laboon ko or pereshan kar gaya
manzar buaht se waqt nai dhund la diye magar
ankhon mai wo firaq ka lamha tehar gaya
tootey maire zabt k bandhan kuch is tarah
us ko samet ta howa mai khud bikhar gaya
dunya kisi ka sath nibhati nahi sada
ye soch kar mai qabr mai tanha utar gaya
kuch kam nahi sozeshen Anwar mout se
is zindagi k faiz se marney ka dar gaya