Miss Habib
12-21-2010, 06:41 PM
Rog aise bhi ghum-e-yar se lag jatay hain
Dar se uthatay hain to deewar se lag jatay hain
Be-Basi bhi kabhi qurbat ka sabab banti hai
Ro na payein to galay yaar k lag jatay hain
Dagh Daman k hon, Dil k hon ya Chehray k Faraz
Kuch nishaan umar ki Raftaar se lag jatay hain