khwahish e benam
12-20-2010, 11:30 PM
Mohabbat mausum nahi
ke
apni moodat puri karay
aur rukhsaht hojaye
mohabbat sawan nahi
toht kar barse
aur thumb jaye
mohabbat aag nahi
sulkay bahdkay
aur bhuj jaye
mohabbat aftab nahi
ohbaray chamkay
aur dhal jaye
mohabbat tuo chand
ki manand hai
jo badtha hai aur ghata hai
nikalta hai
chupta hai
makar phir bhi
FANA NAHI HOTA.........
ke
apni moodat puri karay
aur rukhsaht hojaye
mohabbat sawan nahi
toht kar barse
aur thumb jaye
mohabbat aag nahi
sulkay bahdkay
aur bhuj jaye
mohabbat aftab nahi
ohbaray chamkay
aur dhal jaye
mohabbat tuo chand
ki manand hai
jo badtha hai aur ghata hai
nikalta hai
chupta hai
makar phir bhi
FANA NAHI HOTA.........