khwahish e benam
12-18-2010, 01:19 AM
Mere likhty hi waraq bheeg gya
barishon k bahany
Phir wo shama bi bujh gae
hawaon k bahany
...Gham ye nahi k sirf wohi juda
hua hy mujh sy
Dukh to ye k baharain b rooth
gae khizaon k bahany
Mujhy to lagti hy sazish in
parindo ki b dosto
Mujhy dekhty hi jo ur gae fizaon
k bahany
Badly huye dekhe hain raat ko
chand k b tevar
Mujhy chat pe daikh kar chup
gya badlon k bahany
Ab to ikhtiar nahi in ankhon par
bhi 'WASI'
Bheeg jati hain aksar usay
bhulany k bahany.
barishon k bahany
Phir wo shama bi bujh gae
hawaon k bahany
...Gham ye nahi k sirf wohi juda
hua hy mujh sy
Dukh to ye k baharain b rooth
gae khizaon k bahany
Mujhy to lagti hy sazish in
parindo ki b dosto
Mujhy dekhty hi jo ur gae fizaon
k bahany
Badly huye dekhe hain raat ko
chand k b tevar
Mujhy chat pe daikh kar chup
gya badlon k bahany
Ab to ikhtiar nahi in ankhon par
bhi 'WASI'
Bheeg jati hain aksar usay
bhulany k bahany.