jalpari
12-15-2010, 06:50 PM
Jab Tumhey yeh Yaqeen ho jaye,
k Mai Tumhey kitna Chahta hoon,
Tumse kitni Mohabbat karta hoon,
To usi Din Tum Laut aana,
Tum mujhe apna payo gey,
Jab Tumhey aisa lage k
Koi Tumhare sang nai hai,
Koi Tumhara Hamdam nai hai,
To usi Din Tum Laut ana,
Tum Mujhe apna payo gey,
Jab Tumhey Zindage Dushwar lage,
Jab koi Umeed na koi Aas ho,
Koi b na Tumhare Paas ho,
To usi Din Tum Laut aana
Tum Mujhe apna payo ge,
Agar kabhi Yadein bohat Dukh de,
Tanhai ka Ehsaas bohat Sataye,
To usi Din Tum Laut aana,
Tum Mujhe apna payo gey,
Jab yun lage Tumhain k,
Tum ab ek Qadam b nai chal sakte,
Mazeed is Aag mai nahi Jal sakte,
To usi Din Tum Laut aana,
Tum Mujhe apna payo gey,
Jab her Sans bojh lagne lage,
Tum andar hi andar Totne lago,
To usi Din Tum Laut ana,
Tum Mujhe apna payo ge,
Na mile Panah kisi ki Baa'nhon mai,
Aur shiddat se kisi ki Zaroorat ho,
To usi Din Tum Laut aana,
Tum Mujhe apna paao ge,
Jab yeh Ehsaas Tumhain Tardpane lage,
Ke Tum ne kabhi Thukraya tha kisi ko,
Ya phir koi Tumhain Thukra de,
To usi Din Tum Laut aana,
Tum Mujhe apna paao ge,
Aankhon mai ajaye agar Ashk Tumhari,
Aur koi Shakhs ponchne wala na ho,
Koi Ghum baant-ne wala na ho,
To usi Din Tum Laut aana,
Tum Mujhe apna paao ge,
Koi Torr de agar Dil Tumhara,
Ho agar na koi Muqabil Tumhara,
Tanhai ka Ehsaas boht Sataye,
To usi Din Tum Laut aana,
Tum Mujhe apna paao ge,
Yeh to Dukh deti hain sada,
Tumhain bhi Yaadein sataye jab,
Mehfil mai bhi khud ko Tanha paoo,
To usi Din Tum Laut aana,
Tum Mujhe apna paao ge,
Yeh Mera Wada raha Tum se
Jo kuch bhi mai ne kaha Tum se,
Yeh sab na Bhool paao ge,
Tum Muje sada...Sada...Sada...Sada...
Apna paao gey
k Mai Tumhey kitna Chahta hoon,
Tumse kitni Mohabbat karta hoon,
To usi Din Tum Laut aana,
Tum mujhe apna payo gey,
Jab Tumhey aisa lage k
Koi Tumhare sang nai hai,
Koi Tumhara Hamdam nai hai,
To usi Din Tum Laut ana,
Tum Mujhe apna payo gey,
Jab Tumhey Zindage Dushwar lage,
Jab koi Umeed na koi Aas ho,
Koi b na Tumhare Paas ho,
To usi Din Tum Laut aana
Tum Mujhe apna payo ge,
Agar kabhi Yadein bohat Dukh de,
Tanhai ka Ehsaas bohat Sataye,
To usi Din Tum Laut aana,
Tum Mujhe apna payo gey,
Jab yun lage Tumhain k,
Tum ab ek Qadam b nai chal sakte,
Mazeed is Aag mai nahi Jal sakte,
To usi Din Tum Laut aana,
Tum Mujhe apna payo gey,
Jab her Sans bojh lagne lage,
Tum andar hi andar Totne lago,
To usi Din Tum Laut ana,
Tum Mujhe apna payo ge,
Na mile Panah kisi ki Baa'nhon mai,
Aur shiddat se kisi ki Zaroorat ho,
To usi Din Tum Laut aana,
Tum Mujhe apna paao ge,
Jab yeh Ehsaas Tumhain Tardpane lage,
Ke Tum ne kabhi Thukraya tha kisi ko,
Ya phir koi Tumhain Thukra de,
To usi Din Tum Laut aana,
Tum Mujhe apna paao ge,
Aankhon mai ajaye agar Ashk Tumhari,
Aur koi Shakhs ponchne wala na ho,
Koi Ghum baant-ne wala na ho,
To usi Din Tum Laut aana,
Tum Mujhe apna paao ge,
Koi Torr de agar Dil Tumhara,
Ho agar na koi Muqabil Tumhara,
Tanhai ka Ehsaas boht Sataye,
To usi Din Tum Laut aana,
Tum Mujhe apna paao ge,
Yeh to Dukh deti hain sada,
Tumhain bhi Yaadein sataye jab,
Mehfil mai bhi khud ko Tanha paoo,
To usi Din Tum Laut aana,
Tum Mujhe apna paao ge,
Yeh Mera Wada raha Tum se
Jo kuch bhi mai ne kaha Tum se,
Yeh sab na Bhool paao ge,
Tum Muje sada...Sada...Sada...Sada...
Apna paao gey