M A H i
12-10-2010, 11:32 AM
Kuch is qadar bhi tau aasaan nahin ishq tera
Yeh zehar dil mein utar kar hi raas aata hai
Main tujh ko paa k bhi khoya hua sa rehta hoon
Kabhi kabhi tau mujhe tu ne theek samjha hai
Mujhe khabar hai k kia hai judaaiyon ka azaab
K main ne shaa'kh se gul ko bichhartay dekha hai
Main muskura bhi para hoon tau kiu khafa hain yeh laug
K phool tooti hui qabar par bhi khilta hai. . .