!«╬Ĵamil Malik╬«!
12-10-2010, 10:33 AM
Tum rooth jaya karo is tarah
k jaisey
zindagi ki khuwahish kerne walon se
zindagi rooth jaati hai
mujhe sataaya karo is tarah
k jaisey
maut k tammannai ko
zindagi satati hai
saath chorr jaya karo is tarah
k jaisey
khushboo phool ko
chorr jaati hai
magar
jabb mere zabt k bandhan toot jaayen to
maan jaaya karo is tarah
k jaisey
gunaah-gaar bandey k girr girraney par
Khudaa maan jaata hai
k jaisey
zindagi ki khuwahish kerne walon se
zindagi rooth jaati hai
mujhe sataaya karo is tarah
k jaisey
maut k tammannai ko
zindagi satati hai
saath chorr jaya karo is tarah
k jaisey
khushboo phool ko
chorr jaati hai
magar
jabb mere zabt k bandhan toot jaayen to
maan jaaya karo is tarah
k jaisey
gunaah-gaar bandey k girr girraney par
Khudaa maan jaata hai